Showing posts with label Designed Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label Designed Urdu Poetry. Show all posts

Sunday, 9 February 2014

Thursday, 6 February 2014

Mohabbat Karni Ha To Khuda Se Karo...

Mohabbat Karni Ha To Khuda Se Karo Faraz,
Matti K Khilono Se Kabhi Wafa Nahi Milti.!

Piyar ki kahani mein....

Piyar ki kahani mein such ager mily to,
Umer baandh leti hein larkiyan wafaon sy.!

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne..

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne,
Qaasid! Pata karo Wo Theak Toh Ha..!

Us Shaks Ne Aankhon Se...

Us Shaks Ne Aankhon Se Tableegh Hi Youn Ki,
Main Bina Sochay Mohabbat Pe Imaan Lay Aaya.!

Kisi Ghareeb Qabeelay Ki Aabru Ki Trha...

Kisi Ghareeb Qabeelay Ki Aabru Ki Trha,
Humara Dard Kisi Dard Main Shumar Nahi..!

Wo Bhool Jaye Ga Is Trha Se..


Wo Bhool Jaye Ga Is Trha Se,
Yaqeen Maano Yaqeen Nahi Aata.!

Zamanay Bhar Kay Gham Ya Ik Tera Gham

Zamanay Bhar Kay Gham Ya Ik Tera Gham,
Yeh Gham Ho Ga To Kitnay Gham Na Hon Ge.!