Showing posts with label Best Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label Best Urdu Poetry. Show all posts

Tuesday, 25 February 2014

Mujh Se Ab Aur Tamaasha...


Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta,
Lay Jaa, Yeh Dikhaaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!

Thursday, 20 February 2014

Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin...

Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin,
Khaak Ho Jaayein Ge Hum Tum Ko Khabar Honay Tak.!

Chalo Yeh Zindagi Ab Hum Tumhary Naam Karty Hain..

Chalo Yeh Zindagi Ab Hum Tumhary Naam Karty Hain,
Sunna Ha Be-Wafa Ki, Be-Wafa Sey Khoob Banti ha..!

Hanstay Huay Chehron Ko

Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho,
Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!

Main Apnay Aap Say Ghabra Gia Hun...

Main Apnay Aap Say Ghabra Gia Hun,
Aay Zindagi Mujhay Deewana Kr Dey.!

Sunday, 9 February 2014

Tuesday, 4 February 2014

Sara Karishma Mohabbat Ka Ha

Sara Karishma Mohabbat Ka Ha Warna,
Pathar Ki Diwaaron Ko Kon Taaj Mahal Kehta Ha.!

Sunday, 2 February 2014

Apnay Matlab Kay ilawa...

Apnay Matlab Kay ilawa Kon Kisi Ko Puchta Ha,
Shajar Jb Sookh Jaayein To Parinday Bhi Basera Nahi Krty.!

Saturday, 1 February 2014

Friday, 31 January 2014

Bara Shouq Tha Unhay!


Bara Shouq Tha Unhay Mera Aashiyana Dekhnay Ka,
Jab Dekhi Meri Ghareebi To Rasata Badal Liyaa.!

Sunday, 26 January 2014